top of page
Writer's pictureYeshu Ke Geet

3 Chords 7 Palm Sunday Gospel Songs 🎹🌿 | Hindi Christian Songs | Yeshu Ke Geet



Key: F#

Chords Used: F#, C#, B


1) MAIN YESHU KE NOOR MEIN SAATH CHALUNGA


Verse 1

F# C#

Main Yeshu ke noor mein saath chalunga

C# F#

Din aur raat Uske peeche main chalunga

F# B

Noor mein chalunga, peeche chalunga

F# C# F#

Yeshu mera munji maloom


Chorus

F# C#

Chalte chalte noor mein Yeshu ke saath

C# F# Chalte chalte thaamta Yeshu ke haath

F# B Noor mein main rahunga, fatah paaunga

F# C# F# Main noor mein chalta chalunga


Verse 3

F# C#

Main Yeshu ke noor mein saath chalunga

C# F#

Ho andheri raat main naa darunga

F# B

Pair uthaaunga, dil se gaaunga

F# C# F#

Yeshu mera munji masloob


Verse 4

F# C#

Main Yeshu ke noor mein saath chalunga

C# F#

Jab kabhi aawaaz Uski sununga

F# B

Usse kahunga, Tujhe sab dunga

F# C# F#

Yeshu mera munji masloob


Verse 5

F# C#

Main Yeshu ke noor mei saath chalunga

C# F#

Thakte thakte roz madad paaunga

F# B

Ranj ya khushi ho, ya nazdeek ho maut

F# C# F#

Yeshu mera munji masloob


2) KHUSHI KHUSHI MANAO


F# Khushi Khushi Manao

C#

Khushi Khushi Manao

F# B F# C# F#

Bolo bolo Masiha ki jai jai jai

F# B F# C# F#

Bolo bolo Masiha ki jai jai jai

F# C#

Mere liye aaya, mere liye jiya - 2

F# B C# F#

Mere liye yeshu ne dukh uthaya - 2

B

Mere liye mara gya,

F#

Mere liye garha gya - 2

F# B

Mere liye fir jee utha,

C# F#

Mera hai Masih - 2

F#

Main Masih ka hoon

F#

Hum Masih ke hain

Khushi Khushi manao...


3) PYAARO HIMMAT BANDHO


Chorus

F#

Pyaaro Himmat Bandho, Aage Bado

B C# F#

krus ka lo nishaan jeetenge hum pyaro harega shaitan

C# F#

jeetenge hum pyaro harega shaitan

Verse 1

B F# B F#

Lado Lado phurti karo yeshu hai kaptaan

B F# B F#

lado lado phurti karo yeshu hai kaptaan

B C#

himmat bandho aasha rakho bhagega shaitan

(Chorus)


Verse 2

B F# B F#

Paap aur dukh mein charo taraf marte hai insaan

B F# B F#

Paap aur dukh mein charo taraf marte hai insaan

B C#

daya karo bharat par veh hua pareshaan

(Chorus)

Verse 3

B F# B F#

Ghar Ghar Jaakar karo pyaro yeshu ka bayan

B F# B F#

Ghar Ghar Jaakar karo pyaro yeshu ka bayan

B C#

vo hai raja muktidata, sab par meherbaan

(Chorus)


4) BOLO JAI MILKAR JAI


Chorus

F#

Bolo Jai Milkar Jai,

C#

Bolo Jai Yeshu Ki Jai

C#

Bolo Jai Milkar Jai,

F#

Bolo Jai Yeshu Ki Jai

F#

Bolo Jai Jai Jai

Verse 1

F# C#

Prem ki Tere yehi reet

C# B F#

man mein bharde apni preet

F# C#

Prem ki Tere yehi reet

C# B F#

man mein bharde apni preet

F# B C# F#

Tere Prem ke Gaye Geet

F# B C# F#

Tere Prem ke Gaye Geet

Bolo Jai Milkar Jai...

Verse 2

F# C#

Krus pe apna Khoon Baha

C# B F#

Mujh Paapi ko di shifa

F# C#

Krus pe apna Khoon Baha

C# B F#

Mujh Paapi ko di shifa

F# B C# F#

man mere tu bol sada

F# B C# F#

man mere tu bol sada

Bolo Jai Milkar Jai...


Verse 3

F# C#

Teri kudrat ki yeh shaan

C# B F#

khud hi data khud hi daan

F# C#

Teri kudrat ki yeh shaan

C# B F#

khud hi data khud hi daan

F# B C# F#

poore kar man ke armaan

F# B C# F#

poore kar man ke armaan

Bolo Jai Milkar Jai...

Verse 4

F# C#

Khidmat apni le mujhse

C# B F#

is mandir mein tu hi base

F# C#

Khidmat apni le mujhse

C# B F#

is mandir mein tu hi base

F# B C# F#

hind mein tera naam rahe

F# B C# F#

hind mein tera naam rahe

Bolo Jai Milkar Jai...


5) NEELE AASMAAN KE PAAR


Chorus

F# B

Neele Asmaan Ke Paar Jayenge

C# B F#

Mera Yeshu Rehta Vaha

F# B

Neele Asmaan Ke Paar Jayenge

C# B F#

Mera Yeshu Rehta Vaha

B F#

Ham Milenge Baadlon Par

B F#

Ham Milenge Baadlon Par

C# B F#

Dekhega Sara Jahaan

Verse 1

F# B

Uska Koi Bhi Vada, Na Hoga Adhoora

C# B F#

Har Ek Vada Uska, Hota Hai Poora

F#

Uska Koi Bhi Vada

F# B

Uske Aane Ka Vada, Bhi Hoga Poora

C# B F#

Dekhega Saara Jahaan

B F#

Ham Milenge Baadlon Par

B F#

Ham Milenge Baadlon Par

C# B F#

Dekhega Sara Jahaan

Verse 2

F# B

Ye Vishwaas hai Mera, Jo Hoga Pora

C# B F#

Sapna Ye Mera Na, Rahega Adhura

F#

Ye Vishwaas Hai Mera

F# B

Uske Sang Ham Rahenge, Apne Yeshu Ke

C# B F#

Dekhega Sara Jahan

B F#

Ham Milenge Baadlon Par

B F#

Ham Milenge Baadlon Par

C# B F#

Dekhega Sara Jahaan


6) NA TOH BAL SE


F#

Na to bal se na shakti se,

C# B F#

Par meri aatma ke dwara

F#

Na to bal se na shakti se,

C# B F#

Par meri aatma ke dwara

B F#

Yeh pahaad tal jaayega

B F# B F#

Yeh pahaad tal jaayega

B F#

Yeh pahaad tal jaayega

C# B F#

Par meri aatma ke dwara


7) RAB KI HOWE SANNA HAMESHA


Chorus

F#

Rab ki howe sanna hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna

F#

Rab ki howe sanna hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna


Verse 1

F#

rab ki howe madah sarai,

F#

rab ki howe madah sarai,

F# C#

uske naam ki sanna

F#

uske naam ki sanna hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna


Verse 2

F#

rab ke ghar mai howe sitaish,

F#

rab ke ghar mai howe sitaish,

F# C#

uski humdoo sanna

F#

uski humdoo sanna hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna


Verse 3

F#

kaamo mai hai wo kaisa kadir,

F#

kaamo mai hai wo kaisa kadir,

F# C#

uski kudret bata

F#

uski kudret bata hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna


Verse 4

F#

Jai ke zoor se phunko narshinge,

F#

Jai ke zoor se phunko narshinge,

F# C#

barbat been baja

F#

barbat been baja hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna


Verse 5

F#

taar dar saazo pai raagni chedo,

F#

taar dar saazo pai raagni chedo,

F# C#

duf or table baja

F#

duf or table baja hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna


Verse 6

F#

bansuri per suna sure surili,

F#

bansuri per suna sure surili,

F# C#

jhan jhan jhanj baja

F#

jhan jhan jhanj baja hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna


Verse 7

F#

saare milker tali bajao,

F#

saare milker tali bajao,

F# C#

gaao rab ki sanna

F#

gaao rab ki sanna hamesha

B C# F#

Rab ki howe sanna


3,664 views0 comments

留言


bottom of page