top of page

MAN TO PRABHU KAA MANDIR HAI LYRICS

मन तो प्रभु का मन्दिर है, तन अपना दान करो
अपने प्रभु की सेवा में, सब अपना दान करो।

 

1. है याद तुम्हें जन्मे थे, तुम पाप के सागर में
और पाने तुम्हें आया वो, पाप के सागर में
उस प्यारे प्रभु के नाम के लिए, कुछ अपना दान करो।

 

2. कल तुम तो भटकते थे, अनजान सी राहों में
उसने तुमको बचा लिया, अपने प्यार की बाहों में
जो भी मिला है, प्रभु में तुम्हें, औरों को दान करो।

3. अन्धकार से जीवन में, वो रोशनी ले आया
उस रोशनी में हमने, एक मार्ग नया पाया
जीवन तुम्हारा है उसका, जीवन बलिदान करो।।

 

 

Man to prabhu kaa mandir hai, tan apnaa daan karo
apne prabhu ki sevaa mein, sab apnaa daan karo.

 

1. Hai yaad tumhen janme the, tum paap ke saagar mein
aur paane tumhen aayaa vo, paap ke saagar men
us pyaare prabhu ke naam ke lie, kuchh apnaa daan karo.

 

2. Kal tum to bhaṭakate the, anajaan si raahon mein
usne tumko bachaa liyaa, apne pyaar ki baahon mein
jo bhi milaa hai, prabhu mein tumhen, auron ko daan karo.

 

3. Andhkaar se jeevan mein, vo roshanee le aayaa
us roshanee mein hamne, ek maarg nayaa paayaa
jeevan tumhaaraa hai uskaa, jeevan balidaan karo..

  प्रभु इस गीत के द्वारा आप सब को आशीष दे

yeshukegeet logo file new (1).png

YESHU KE GEET

Explore

Tutorials

Songs

Blog

About Us

  • Instagram
  • Facebook
  • Youtube

Contact

© 2014 Yeshu Ke Geet Creations. All Rights Reserved.

Tags : Hindi Christian Lyrics, Hindi Gospel Music, Christian Songs, Christian Videos, Urdu Christian Songs, Punjabi Christian Songs, Hindi Gospel Songs, Hindi Christian Devotional Songs, Hindi Christian Lyrics, Ernest Mall, Hindi Christmas Songs, Tamil Christian Songs, Hindi evangelist, Hindi Songs, Hindi Christian FM, Hindi Christian TV, Tamil Christian Song, Hindi Christian Links for Songs, Malayalam Christian Songs, Telugu Christian Songs, Telugu evangelist, Telugu Songs, Telugu Christian FM, Telugu Christian TV, Telugu Christian Devotions, Telugu Christian Links for Songs, Malayalam Christian Songs.

bottom of page