top of page

CHARNI MEIN PADA

CHARNI MEIN PADA AUR KAPDE MEIN LIPTA, JAGAT KA RAJA HAI
CHAMAK SITARE KI SABKO BATATI EK
RAJA AAYA HAI
CHARNI MEIN PADA AUR KAPDE MEIN LIPTA,
JAGAT KA RAJA HAI
CHAMAK SITARE KI SABKO BATATI EK
RAJA AAYA HAI
AAYA AAYA HAI, KHUDA KA BETA AAYA HAI
JEEVAN KO BACHANE HAMARE, INSAAN BAN AAYA HAI

AAYA AAYA HAI, KHUDA KA BETA AAYA HAI
JEEVAN KO BACHANE HAMARE, INSAAN BAN AAYA HAI
CHARNI MEIN PADA AUR KAPDE MEIN LIPTA, JAGAT KA RAJA HAI
CHAMAK SITARE KI SABKO BATATI, EK RAJA AAYA HAI

LA   LA LA LA   LA LA LA,  LA  LA LA LA   LA LA LA

1) SWARGDOOTON NE AAKE CHARWAHON KO
SHUBH SANDESHA PAHUNCHAYA THA
SWARGDOOTON NE AAKE CHARWAHON KO
SHUBH SANDESHA PAHUNCHAYA THA

BHAY NA KARO, NA TUM DARO
PRITHVI KA RAJA YESHU AAYA HAI
CHARNI MEIN PADA AUR KAPDE MEIN LIPTA, JAGAT KA RAJA HAI
CHAMAK SITARE KI SABKO BATATI,
EK RAJA AAYA HAI

CHARNI MEIN PADA AUR KAPDE MEIN LIPTA, JAGAT KA RAJA HAI
CHAMAK SITARE KI SABKO BATATI, EK RAJA AAYA HAI

LA   LA LA LA   LA LA LA,  LA  LA LA LA   LA LA LA
LA   LA LA LA   LA LA LA,  LA  LA LA LA   LA LA LA

2) RAJA HERODES KHUSH NA HUA
YESHU KE JANAM PAR VO GHABRAYA THA
RAJA HERODES KHUSH NA HUA
YESHU KE JANAM PAR VO GHABRAYA THA
YASHAYAH KI BHAVISHYAVANI SACH HO GAYI
UDHAAR BANKAR KE KHUD KHUDA AAYA HAI

CHARNI MEIN PADA AUR KAPDE MEIN LIPTA, JAGAT KA RAJA HAI
CHAMAK SITARE KI SABKO BATATI, EK RAJA AAYA HAI

CHARNI MEIN PADA AUR KAPDE MEIN LIPTA, JAGAT KA RAJA HAI
CHAMAK SITARE KI SABKO BATATI, EK RAJA AAYA HAI
AAYA AAYA HAI, KHUDA KA BETA AAYA HAI
JEEVAN KO BACHANE HAMARE, INSAAN BAN AAYA HAI
AAYA AAYA HAI, KHUDA KA BETA AAYA HAI
JEEVAN KO BACHANE HAMARE, INSAAN BAN AAYA HAI
CHARNI MEIN PADA AUR KAPDE MEIN LIPTA, JAGAT KA RAJA HAI
CHAMAK SITARE KI SABKO BATATI, EK RAJA AAYA HAI
EK RAJA AAYA HAI, EK RAJA AAYA HAI

Composed by Rajinald Vijay Milton
November 28, 2014

  प्रभु इस गीत के द्वारा आप सब को आशीष दे

yeshukegeet logo file new (1).png

YESHU KE GEET

Explore

Tutorials

Songs

Blog

About Us

  • Instagram
  • Facebook
  • Youtube

Contact

© 2014 Yeshu Ke Geet Creations. All Rights Reserved.

Tags : Hindi Christian Lyrics, Hindi Gospel Music, Christian Songs, Christian Videos, Urdu Christian Songs, Punjabi Christian Songs, Hindi Gospel Songs, Hindi Christian Devotional Songs, Hindi Christian Lyrics, Ernest Mall, Hindi Christmas Songs, Tamil Christian Songs, Hindi evangelist, Hindi Songs, Hindi Christian FM, Hindi Christian TV, Tamil Christian Song, Hindi Christian Links for Songs, Malayalam Christian Songs, Telugu Christian Songs, Telugu evangelist, Telugu Songs, Telugu Christian FM, Telugu Christian TV, Telugu Christian Devotions, Telugu Christian Links for Songs, Malayalam Christian Songs.

bottom of page