Aarasta Ho
अारास्ता हो, ऐ मेरी जान,
कि बिछा है अब दस्तरख्यान,
जांच अपने को अारास्ता हो
खुदावन्द की जियाफत को |
खुदावन्द मैं हूँ खताकार
और हूँ हर बात में गुनहगार |
मैं बुरे पेड़ की डाली हूँ
और अछे फल से खाली हूँ |
तू अपने कामिल फजल से
अारास्तर्गी को मूझे दे |
बे-रिया गम गुनाहों का
और हक ईमान दे मुंजी का |
खुदावन्द मेरे तू हबीब,
मैं तेरा बन्दा हूँ गरीब ;
मैं भूखा-प्यासा आता हूँ
आसूदा हुआ चाहता हूँ |
मसीह ! निआमत तेरी हैं,
उसी से दिल की सेरी है
अारास्ता हो, एे मेरी जान,
देख बिछा है एक दस्तरख्यान |
Aarasta Ho, Aae Meri Jaan,
Ki Bicha hai ab dastrkhyan,
jaanch apne ko aarasta ho
khudawand ki ziyafat ko
khudawand mein hun khatakaar
aur hun har baat mein gunahgaar
main bure paed ki daali hun
aur achche phal se khaali hun
Tu apne kaamil phazal se
aarastgi ko mujhe de
be-riya gam gunaho ka
aur hak imaan de munji ka
khudawand mere tu habib
mein tera banda hun gareeb
Mein bhooka-pyaasa aata hun
aasooda huya chahta hun
Masih ! niyamat teri hai
ussi se dil ki seri hai
aarasta ho, aae meri jaan
dekh bicha hai ek dastrkhyan